Wednesday, September 10, 2008
See For You
HAR PAL IS DUNIYA ME INSAAN DHUNDTE HAIN HUMJISME INSAANIYET HO
AISA SAKHSH NAHI PATE HAIN HUM
AAJ EK GARIB KI LAASH PE BAITHI HUYEE MAA KO DEKHAKAFAN KI INTEJAAM ME TADPATE HUYE BAAP KO DEKHADEKHA HUMNE LOG ATALON SE YE MANJAR DEKH RAHE THEKUCH DABI DABI AAWAJ ME BAATEN KEH RAHE THE
PAR KISI NE US MAA KO HIMMAT NA DIKISINE US LAASH KO KAFAN NA DIRAEESON KI MAYYAT ME LOG HAZAR DEKHA HAIKAFAN KI NA POOCH PURA BAZAR DEKHA HAIYE TO EK BAAT THI CHOTI SIBAHUT SI BAAT HUMNE DIN RAAT DEKHA HAIGARIB KI LADKI KO SAREBAZAR DEKHA HAIAMEER KI BEHAYEE KO BHI PARDANASEEN DEKHA HAIDEKHA HAI HUMNE BUDDE MAA BAAP KO ASHRAM BHEJTE HUYEAUR YE BHI DEKHA HAI MAA BAAP KO TUT KAR ROTE HUYE
HAR PAL IS DUNIYA ME INSAAN DHUNDTE HAIN HUMJISME INSAANIYET HO AISA SAKHSH NAHI PATE HAIN HUM
DEKHA HAI HUMNE BUDDE MAA BAAP KO ASHRAM BHEJTE HUYEAUR YE BHI DEKHA HAI MAA BAAP KO TUT KAR ROTE HUYEDEKHTI HOON LOGON KO DIL HAATH ME LIYE GHUMTE HUYELEKIN DEKHA NAHI KABHI KISI KO MUHABBAT SE MILTE HUYEHAR CHEHRE PE CHEHRA HUMNE HAJAAR DEKHA HAIIS DUNIYA ME PAR NA KOI INSAAN DEKHA HAI
Labels:
Photo
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment